Gmail kya hai aur gmail account kaise banaye full information in hindi
Hello friends kaide hai aap sabhi aaj mai aap sabhi ko btaunga ki gmai kya hai or gmai account kaise banaye yadi aap bhi koi student hai. Ya koi kaam ke liye aapko ek emaid id ki jaroorat padta hoga. Usi se judi aaj mai aapko btaunga ki gmai account bana kar aap apne time ko bacha sakte hai. To chaliye jante hai. Gmail account kua hai, gmail account kaise banaye or ya humare liye kyu jarrori hai. Sabse pahle jaante gmail kya hai.
Gmai ko email bhi kah sakte hai. Magar yah email ek chitti ka kaam karta hai. Jaise bahut samay pahe chitti likh kar bhejna padta tha. Jise pahuchne mai kaafi din lag jaya karta tha. Par gmail ya email se kisi bhi information jo bhejna pal bhar ka kaan ho gaya hai. Isliye gmai jo electronic mail kaha jata hai. Isi tarah ke gmail jaise aapko kai or mail mil jayega jaise mail ke types hai.
Gmail, yahoo mail, hotmail etc.
Gmail account jarrori kyu hai
Friends gmail account aaj ke internet ke samay me bahut jaroori ho gaya hai. Agar aap ek students hai ya kisi business ko chlate hai. to aapke pass ek gmai account hona chaiye. Kyunki yadi aap student hai to kisi bhi job application ko bharne ke liye yah bahut hi jarori ho jata hai. Aur agar aap business man hai to aapko apne business partner ko company ke presentation ko bhejna padta hai. Yah sabhi gmail se bilkul easy ho jata hai. Chaliye ab baat jarte hai. Gmail account kaise banaye.
Gmail banane ke Mukhya baatey
Gmail accoun banane ke liye humare pass kuch chijo ki jaroorat hoti hai. Jaise
Ek phone , laptop or computer
Mobile number
Yadi aapke pass yah sab hai to gmail account banane mai jada time nahi lagega. Aur jab chahe jitni chahe gmail account bana sakte hai. Aur ab baat karte hai gmai account kaise bana sakte hai.
Gmail account banaye step by step
Step 1
Sabse pahle koi ek browser ko le lena hai. Jaise koi power full browser chrome, Firefox and internet explorer ka use Karna hai. Jisse gmail account ko banan aur bhi assan ho jaye.
Step 2
Browser open karne ke baad uske search bar mai type karna hai. Gmail type karke use search karna hai. Search karne par bahut tarah ke results aaega. Usme se us result ya site par click karna hai. Jisme likha ho create gmail account us par click karna hai.
Step 3
Create gmai account par click karne ke baad ek box khulega jisme hume apna name or last name dalna hai. Sath jo aapka gmail address hoga wo type karna hai jaise goalone25@gmail.com is tarh se type karna hai. Agar yah address pahle se nahi bana hoga to yah address aapka ho jaye ga. Uske baad password create karna hoga jo amit@123 ka dal sakte hai. Use aap apne anusar create kar sakte hai. Conform password karke next par click karna hai.
Step 4
Next par click karne ke baad ek box khulega kuch instruction hoga jisme likha hoga aap apna no dale or use conform kare. No verify karne ke liye google ki aur se ek opt bhejega use dal kar nex karna hai. Next karte hi gmail account create ho jayega.
Step 5
Jaise hi phone number verify ho jayega to google ki kuch terms and conditions hogi use aapko accept and ok karna hai. Jiske wagar aap gmail account ko access kar sakenge. Finally gmail account create ho jayega aur use use kar payenge.
Friends kya aapko gmail account kaise banaye iseke bare mai pata chal gaya hai. Agar ha to aap jald se jald gmail account bana kar use karke apne time ko save kar sakte hai. Agar aapko yah post accha laga to aap muje comment kar sakte hai. Aur sath hi online or digital information se related jankari jaanna chahte hai to iss site par aana na bhule thank you
No comments