Reserve Bank of India ne fir se repo rate ghataya 2019
Reserve Bank of India ne lagataar chauthi bar repo rate mai ko ghataya hai.
Rbi ne abhi abhi haal hi mai repo rate ko ghataya tha lekin rbi ne fir se repo rate ghataya hai poori jankari ke liye article ko padh sakte hai.
Rbi ne chauthi bar repo rate ko change karke ghataya hai. Repobrate ko 0.35% se ghataya |
Sabhi loan dharko ke liye bahut acchi khabar hai kyunki rbi bank ne fir se repo rate mai katoti kar di hai.jisse ab aapko loan ki emi kam hone wali hai. Rbi lagatar char bar repo rate mai kami kia hai. Yah chauthi bar hai jaha rbi ne rapo rate ko 0.35 % se ghataya hai. Aaj hi Central Bank rabi ne governor shaktikanti dass ki sabha mai hue modrik niti ke baithak mai yah faisla liya hai. Iske liye baithak tin din se chal raha tha. Jo aaj hi repo rate ko kam karne ke baad khatam hue hai. Isi wajah se benchmark rate 2010 ke muqable 5.75% se kam hokar 5.40% rah gaye hai. Rbi ke dwara repo rate ko kaam karne ke baad. Issme babut accha badlaw aaya hai. Isse badlav se ab home loan or doosre parkar ke loan aur bhi saste ho jayenge.
Rbi ab banko ko 5.40 percent ke hisab se loan dega. Issko ghatane ke baad 9 saal me yah bahut hi kam repo rate hai.
Isse pahle rbi ne tin baar February, April aur june 0.25 percent se kam kiya tha.
Repo rate mai jab tisri bar kami kia gaya to laga ki ab rabi repo rate ko kam nahi karega. Lekin Bharat ki GDP ko 2019-2020 ke ghatne se yah anuman lagaya ja raha tha ki rbi repo rate ko 0.25 aur 0.50 percent tak kam kar sakta hai. Niji nivesh ko bhadawa dene mai Bhartiya Reserve bank aage raha hai. Yahi wajah hai ki iss bhaitak mai national electronic fund transfer ko lekar poore saal 24 ghante jari kari karne ka faisla kiya tha.
Kya hai repo rate
Repo rate wah rate hai jis par Bank Bhartiya Reserve Bank se loan leti hai. Bhartiya Reserve Bank repo rate ko ghata karke sabhi banko ko yah message deti hai ki wah logo or company ko diye jaane wale loan ko sasta karna chaiye. Loan emi kam karna chaiye.
share market
Rbi dwara Repo rate me kami hote hi share market mai bhi girawat aai hai. Bharat ke Mumbai exchange mai rbi dwara repo rate ko ghatate hi 100 ank mai girawat darj kia gaya hai. Wahi national stock exchange ki to yaha bhi 40 anko se market mai girawat aai hai. Yah giravat rbi ke repo rate ko kam karne ke parinaam hai.
No comments